medical checkup ke bad result aane mein takriban 3 se 4 Din lag Jaate Hain aur Jahan per aapane medical checkup kiya tha 3 se 4 din ke bad aap ko dubara vahan jakar result Hasil karna hota hai lekin doston ab aapke aasani ke liye aap apna medical result online dekh sakte hain ji han bilkul sahi yah aap ek website ke jariye online dekh sakte hain aur uski copy Hasil kar sakte hain jo aap print Karke uski copy Hasil kar sakte hain doston yah medical checkup Aksar aukat Ham Dubai Jaate Waqt ya Saudi Arabia Jaate Waqt ya Kisi bhi Mulk Mein jaane se pahle agent Hamen Kahta Hai Ki Apna medical checkup karao aur yah bahut Jaruri Hota Hai ismein aapke pure jism ka checking hoti hai Aur Khuda na khasta Agar aapko Koi Bimari ho to aapko pata chal jata hai aur bad mein aap uska Ilaaj kar sakte hain Jo Tarika Ham aapko batane ja rahe hain ya bahut hi Aasan Hai Bus aapko browser mein jana hai aur vahan Google mein gcchmc search karna hai
aur aapka passport number jo hai vah enter karna hai aur ek captcha fill Karke generate per click karna hai bus itna sa kam hota hai aur result aapke Samne
Uske bad aap Chahe
to os ki copy Bana kar apne mobile mein save kar sakte hain PNG main b save kar sakte hain aur Chahe to direct print bhi kar sakte hain doston for example ke liye Ham aapko Ek medical check up ka result aapko photo ki Shakal mein dikhate hain bilkul Aisa Hi aapka medical check up ka jo result hai vah aisa hi dikhega Upar left mein aapki photo bhi Hogi aur Naam vagaira Sab Kuchh usmein likha hoga doston aur aap Logon Ko Agar yah post Pasand a Jaaye to Hamen comment mein bataen aur ham aapko aapke country medical checkup result kaise online dekhty hain woh bhi aapko bataenge yah website 60 se 65 country ki medical check up result Dikhta Hai website Dhoondne main Kafi mehnat Lagi Hai to Dosto ek like to Jarur banta hai please like kar dena Shukriya
Comments
Post a Comment
thanks for comment